SEARCH RESULTS
Showing search results for "sadaa-bahaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sadaa-bahaar"
Ghazal
baahar se hai patthar to hai andar se 'sadaa' mom
baahar se use dekh ke raa.e na banaa dost
Sada Ambalvi
Ghazal
detaa hai ko.ii mujh ko sadaa baahar aa
ai mere badan me.n qaid havaa baahar aa
Krishna Kumar Toor
Ghazal
sadaa-bahaar jo the dard vo puraane ga.e
hamaare saath me.n mausam bhii sab suhaane ga.e
Aah Sambhali
Sher
sadaa-bahaar ho tum aur merii qismat ho
ko.ii bahaar na thii is bahaar se pahle
Nazneen Begum Naz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sadaa-bahaar"
Ghazal
ye phuul taaza rahe.nge tirii rifaaqat ke
tiraa KHayaal rakhegaa sadaa-bahaar mujhe
Azhar Nawaz
Ghazal
har zaKHm chand zaKHmo.n kii kartaa hai parvarish
kaise sadaa-bahaar hai ye gulsitaa.n na puuchh
Roohi Kanjahi
Ghazal
ye chand-roza bahaare.n sadaa-bahaar nahii.n
ki Dhaltii chhaa.nv kaa ai dost e.atibaar nahii.n
Nazish Sahsarami
Ghazal
sadaa-bahaar chaman me.n bhii gar nasheman ho
tire baGair jo guzre vo zindagii kyaa hai
Abid Kazmi
Ghazal
tujh se sadaa-bahaar ko andesha-e-KHizaa.n
puuraa na ho KHudaa kare teraa kahaa hu.aa
Sahba Akhtar
Ghazal
sadaa bahaar KHayaabaan-e-aarzuu thaa 'zafar'
lahuu ke phuul hamaarii qabaa se kam na hu.e
Zafar Moradabadi
Nazm
waba ke dinon ka safar-nama
buu.Dhii hone lagtii hai.n
march kii sadaa-bahaar sah-pahro.n me.n
Ehtisham Ali
Ghazal
daaG-e-jigar ke phuul me.n phuul sadaa-bahaar ke
rahtaa hai rang ek saa.n in kaa KHizaa.n bahaar me.n
Fazal Husain Sabir
Nazm
kali-das
chaman me.n yuu.n to bahaar aatii jaatii rahtii hai
magar suKHan kaa hai gulshan sadaa-bahaar tiraa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
sadaa-bahaar gulsitaa.n hai shaa.irii apnii
KHudaa rakhe ye hamesha javaan niklegii
Talib Dehlavi
Ghazal
mire naKHl-e-zindagii ne ka.ii ruKH havaa ke dekhe
ko.ii rut kabhii na aatii to sadaa bahaar hotaa
