SEARCH RESULTS
Showing search results for "saltanat-e-ruum-o-shaam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "saltanat-e-ruum-o-shaam"
PAGE MATCHES FOR "saltanat-e-ruum-o-shaam"
MORE MATCHES FOR "saltanat-e-ruum-o-shaam"
Ghazal
ik pal me.n hii batlaa ga.ii.n dam to.Dtii kirne.n
vo raaz jo ai 'shaam' na paayaa mujhe din-bhar
Mahmood Shaam
Ghazal
jo shaam ho anvaar-e-shahaadat se munavvar
us shaam ko ham shaam-e-Gariibaa.n nahii.n kahte
M. A. Qadeer
Ghazal
'fazaa' charaaG-o-shafaq dono.n rahzano.n kii mataa.a
jo KHair chaaho to raste me.n shaam mat karnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
baar-haa jii me.n ye aa.ii umr-e-rafta se kahuu.n
shaam hone ko hai ai bhuule musaafir ghar to aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
pa.Daav Daale.n kahaa.n raaste me.n shaam hu.ii
bha.nvar hai.n saamne raKHt-e-safar kahaa.n khole.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tamaam justujuu-e-shauq raa.egaa.n ai 'shaam'
mujhe KHabar hai pas-e-intizaar kyaa hogaa
Sham Rizvi
Ghazal
ruk gayaa vaqt palaT aa.ii hai.n biitii sadiyaa.n
yahii vo lamha hai jab 'shaam' bikharnaa hai mujhe
Mahmood Shaam
Ghazal
yaade.n khule kivaa.D ye mahkii hu.ii fazaa
kaun aa rahaa hai shaam ye ThanDii havaa ke ba.ad
Mahmood Shaam
Ghazal
ik ik palak pe chhaa.ii hai mahruumiyo.n kii shaam
zabt-e-suKHan kii aag me.n jalte labo.n ko dekh
Mahmood Shaam
Ghazal
mai.n huu.n shikaar-e-fitna-e-ehsaas-e-ra.ng 'shaam'
kis tarah ek jism kii taqsiim ho ga.ii




