SEARCH RESULTS
Showing search results for "sandal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sandal"
Ghazal
sandal se mahaktii hu.ii pur-kaif havaa kaa
jho.nkaa ko.ii Takraa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
apne ehsaas se chhuu kar mujhe sandal kar do
mai.n ki sadiyo.n se adhuuraa huu.n mukammal kar do
Wasi Shah
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sandal"
Ghazal
raat jaltii hu.ii ik aisii chitaa hai jis par
terii yaade.n hai.n sulagte hu.e sandal kii tarah
Ameer Qazalbash
Ghazal
hathelii reshmii naazuk malaa.ii narm latiif
hasiin marmarii.n sandal safed duudh dhulii
Shahzad Qais
Ghazal
yahii qalam hai jo dukh kii ruto.n me.n baKHshtaa hai
dilo.n ko pyaar kaa marham sukuun kaa sandal
Ahmad Faraz
Nazm
wo bagh mein mera muntazir tha
sandal se chamak rahaa thaa maathaa
chandan se badan mahak rahaa thaa
Parveen Shakir
Nazm
zindagi
mai.n ne har shakl ko ghabraa ke KHudaa maan liyaa
kaaT ke rakh diye sandal ke pur-asraar daraKHt
Kaifi Azmi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Sher
apne ehsaas se chhuu kar mujhe sandal kar do
mai.n ki sadiyo.n se adhuuraa huu.n mukammal kar do
Wasi Shah
Ghazal
phuul saa jism sulagte hu.e sandal kii tarah
dil ke mandir me.n sar-e-shaam jalaa kartaa thaa
Nazeer Baaqri
Ghazal
sandal kaa mai.n daraKHt nahii.n thaa to kis liye
jitne the Gam ke naag mujhii se lipaT ga.e














