SEARCH RESULTS
Showing search results for "sar-e-imaam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sar-e-imaam"
Ghazal
buland ba.ad-e-shahaadat bhii hai ye nok-e-sinaa.n
sar-e-imaam kisii haal bhii nahii.n hai niguu.n
Akhtar Saeed
Ghazal
sar-e-ihaata-e-Gam raat bhar sa.nvarnaa thaa
tirii judaa.ii me.n kaar-e-hunar bhii karnaa thaa
Mazhar Imam
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sar-e-imaam"
Ghazal
ye mai.n ne dekhaa hai aksar phaTii puraanii hayaat
sar-e-dariicha-e-shab haath maltii rahtii hai
Mazhar Imam
Ghazal
Mazhar Imam
Ghazal
mai.n bichhaataa huu.n musallaa sar-e-mehraab-e-niyaaz
phir ibaadat mujhe paataal me.n le jaatii hai
Arif Imam
Ghazal
aaj KHud husn ko dekhaa hai sar-e-kuucha-e-ishq
dekhe.n aaGaaz ko.ii taaza rivaayat hii na ho
Mazhar Imam
Ghazal
har aah-e-sard ishq hai har vaah ishq hai
hotii hai jo bhii jur.at-e-nigaah ishq hai
Ameer Imam
Ghazal
'amiir' imaam bataa.o ye maajraa kyaa hai
tumhaare sher usii baa.nkpan me.n lauT aa.e
Ameer Imam
Ghazal
zaKHm bahut mile magar aaj bhii hai uThaa.e sar
dekh jahaan-e-fitna-gar terii shikast 'amiir-imaam'
Ameer Imam
Ghazal
amiir imaam mubaarak ho fat.h-e-ishq tumhe.n
ye dard-e-maal-e-Ganiimat hai sab tumhaaraa hu.aa


