SEARCH RESULTS
Showing search results for "sar-e-imaam"
Ghazal MATCHES FOR "sar-e-imaam"
Ghazal
buland ba.ad-e-shahaadat bhii hai ye nok-e-sinaa.n
sar-e-imaam kisii haal bhii nahii.n hai niguu.n
Akhtar Saeed
Ghazal
sar-e-ihaata-e-Gam raat bhar sa.nvarnaa thaa
tirii judaa.ii me.n kaar-e-hunar bhii karnaa thaa
Mazhar Imam
Ghazal
tiraa KHayaal sar-e-shaam Gam sa.nvartaa hu.aa
bahut qariib se guzraa salaam kartaa hu.aa
Mazhar Imam
Ghazal
ye mai.n ne dekhaa hai aksar phaTii puraanii hayaat
sar-e-dariicha-e-shab haath maltii rahtii hai
Mazhar Imam
Ghazal
Mazhar Imam
Ghazal
mai.n bichhaataa huu.n musallaa sar-e-mehraab-e-niyaaz
phir ibaadat mujhe paataal me.n le jaatii hai
Arif Imam
Ghazal
aaj KHud husn ko dekhaa hai sar-e-kuucha-e-ishq
dekhe.n aaGaaz ko.ii taaza rivaayat hii na ho
Mazhar Imam
Ghazal
har aah-e-sard ishq hai har vaah ishq hai
hotii hai jo bhii jur.at-e-nigaah ishq hai
Ameer Imam
Ghazal
'amiir' imaam bataa.o ye maajraa kyaa hai
tumhaare sher usii baa.nkpan me.n lauT aa.e
Ameer Imam
Ghazal
zaKHm bahut mile magar aaj bhii hai uThaa.e sar
dekh jahaan-e-fitna-gar terii shikast 'amiir-imaam'
Ameer Imam
Ghazal
amiir imaam mubaarak ho fat.h-e-ishq tumhe.n
ye dard-e-maal-e-Ganiimat hai sab tumhaaraa hu.aa
Ameer Imam
Ghazal
ye saara shahr aalaa-e-hikmat likhe use
KHanjar agar hai ko.ii to KHanjar likhe.nge ham
Ameer Imam
Ghazal
ruuThaa hu.aa hai kab se manaane ko aa.e hai.n
uTh ai 'amiir-imaam' bulaane ko aa.e hai.n
Ameer Imam
Ghazal
hazaar shukr KHudaa-e-falak-nashii.n teraa
ye sar zamii.n ke KHudaa.o.n se KHam nahii.n hotaa
Ameer Imam
Ghazal
kis ne pahchaanaa yahaa.n in kor-biino.n me.n mujhe
kaun meraa laasha-e-be-sar uThaa kar le gayaa
Ameer Imam
Ghazal
is dhuup me.n saa.e kii tamanna na karo tum
vo husn-e-mujassam to sar-e-shaam milegaa