SEARCH RESULTS
Showing search results for "sar-tez"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sar-tez"
Ghazal
yahii kushinda-a-aa.ada yahii hai baaz-pasii.n
tumhaaraa naavak-e-sar-tez mai.n kamaa.n tum ho
Rasheed Kausar Farooquee
Kulliyat
khaa gayaa naaKHun-e-sar-tez jigar dil dono.n
raat kii siina-KHaraashii me.n hunar ham ne kiyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
le kar nigah-e-naaz kaa har nashtar-e-sar-tez
dil par mire ik taaza jaraahat ke liye aa
Krishn Gopal Maghmum
Kulliyat
us shoKH kii sar-tez palak hai.n ki vo kaa.nTaa
ga.D jaa.e agar aa.nkh me.n sar dil se nikaale
Meer Taqi Meer
PAGE MATCHES FOR "sar-tez"
MORE MATCHES FOR "sar-tez"
Nazm
mir
saahibaan-e-zauq ke siino.n me.n thii jis kii khaTak
tairte hai.n dil me.n vo sar-tez nashtar aaj tak
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Sher
na itnii tez chale sar-phirii havaa se kaho
shajar pe ek hii pattaa dikhaa.ii detaa hai
Shakeb Jalali
Ghazal
nahii.n ye shart ki sab tez-gaam ho jaa.e.n
jo diida-var hai.n unhe.n ham-safar banaate hai.n
Syed Amin Ashraf
Sher
tez rakhiyo sar-e-har-KHaar ko ai dasht-e-junuu.n
shaayad aa jaa.e ko.ii aabla-paa mere ba.ad
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Sher
ye tez dhuup hame.n kaise saa.nvlaa kartii
hamaare sar pe du.aa.o.n kaa shaamiyaana thaa
Moin Shadab
Ghazal
afsurdagi-e-gul pe bharii.n kis ne ye aa.he.n
chaltii hai sar-e-sahn-e-chaman aaj havaa tez