SEARCH RESULTS
Showing search results for "sar-tez"
Ghazal MATCHES FOR "sar-tez"
Ghazal
yahii kushinda-a-aa.ada yahii hai baaz-pasii.n
tumhaaraa naavak-e-sar-tez mai.n kamaa.n tum ho
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
le kar nigah-e-naaz kaa har nashtar-e-sar-tez
dil par mire ik taaza jaraahat ke liye aa
Krishn Gopal Maghmum
Ghazal
nahii.n ye shart ki sab tez-gaam ho jaa.e.n
jo diida-var hai.n unhe.n ham-safar banaate hai.n
Syed Amin Ashraf
Ghazal
afsurdagi-e-gul pe bharii.n kis ne ye aa.he.n
chaltii hai sar-e-sahn-e-chaman aaj havaa tez
Saba Akbarabadi
Ghazal
kis qadar tez hai shabaab kii dhuup
jaise bhaado.n me.n aaftaab kii dhuup
Malika Afaq Zamani Begam
Ghazal
abhii aur tez kar le sar-e-KHanjar-e-adaa ko
mire KHuu.n kii hai zaruurat tirii shoKHi-e-hinaa ko
Ali Sardar Jafri
Ghazal
nigaah tez shu.uur-e-buland rakhte hai.n
ham apnaa ishq bahut hosh-mand rakhte hai.n
Arshi Bhopali
Ghazal
uThte hai.n sar-e-raah jahaa.n zard baguule
hotaa hai vahii.n raqs-e-junuu.n aur sivaa tez
Nami Ansari
Ghazal
ko.ii hasiin shai jo nazar se guzar ga.ii
ehsaas kii fazaa.o.n me.n KHushbuu bikhar ga.ii
Shahab Iraqi
Ghazal
masluub hu.aa ko.ii sar-e-raah-e-tamannaa
aavaaz-e-jaras pichhle pahar tez bahut hai
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
sar-phirii paagal havaa kaa tez jho.nkaa aa.egaa
hasrato.n ke KHushk patto.n ko u.Daa le jaa.egaa
Krishn Adeeb
Ghazal
havaa.e.n tez thii.n ye to faqat bahaane the
safiine yuu.n bhii kinaare pe kab lagaane the
Aashufta Changezi
Ghazal
tez havaa ab to ruk jaa mai.n TuuT gayaa
farz se tuu faariG mai.n jaa.n se chhuuT gayaa
Sibtain Akhgar
Ghazal
aur kuchh tez chalii.n ab ke havaa.e.n shaayad
ghar banaane kii milii.n ham ko sazaa.e.n shaayad
Rais Siddiqui
Ghazal
dushmanii kii is havaa ko tez honaa chaahiye
us kii kashtii ko sar-e-saahil Dubonaa chaahiye
Parkash Fikri
Ghazal
havaadis kii mauje.n kabhii tez dhaare
safiina lage kis tarah us kinaare