SEARCH RESULTS
Showing search results for "saraa-e-be-sabaat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "saraa-e-be-sabaat"
Ghazal
kyaa mujhe KHush aa.e ye hairat-saraa-e-be-sabaat
hosh u.Dne ke liye hai jaan jaane ke liye
Akbar Allahabadi
Ghazal
taKHliiq-e-be-sabaat kaa zarra-naziir huu.n
saahil kii ret par ko.ii likkhii lakiir huu.n
Haqeer Jahani
Sher
Abdul Rahman Bazmi
Kulliyat
is baaG-e-be-sabaat me.n kyaa dil sabaa lage
kyaa kyaa nihaal dekhte yaa.n paa.nv aa lage
Meer Taqi Meer
PAGE MATCHES FOR "saraa-e-be-sabaat"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "saraa-e-be-sabaat"
Ghazal
har-chand misl-e-KHaana-e-duniyaa-e-be-sabaat
mai.n KHaanumaa.n-KHaraab banaa par biga.D gayaa
Syed Agha Ali Mehr
Ghazal
bahut ha.nse KHuub ro.e jii khol kar jiye ham
agarche miiaad-e-hasti-e-be-sabaat kam thii
Muzaffar Hanfi
Ghazal
tuufaanii-e-hayaat zaraa dekhte chalo
naakaam-o-be-sabaat zaraa dekhte chalo
Waseem Farhat Alig
Ghazal
ye arz-e-be-sabaat hai har mo.D par yahaa.n
zulmat kaa arsalaan hai suuraj nazar me.n rakh
Miraq Mirza
Ghazal
duniyaa-e-be-sabaat kii chaahat to dekhiye
har shaKHs chaahtaa hai miraa naam bhii chale
Khalish Barodvi
Ghazal
kyuu.n ai hayaat-e-rafta roke hu.e hai rasta
kyaa chaahtii hai aaKHir ai be-sabaat mujh se
Anwar Shuoor
Ghazal
maanaa ki raa.egaa.n hii ga.ii umr-e-be-sabaat
phir bhii hisaab-e-suud-o-ziyaa.n dekhte chale.n
Khurshidul islam
Ghazal
kyaa kyaa milaa hai zindagii-e-be-sabaat se
kaliyo.n se puuchh Guncha-e-ra.ngii.n-adaa se puuchh
Manohar Lal Hadi
Ghazal
duniyaa-e-be-sabaat kaa qissa thaa muKHtasar
tuul itnaa merii qaid kii mii.aad se hu.aa
Natiq Lakhnavi
Ghazal
mai.n kyaa miraa vajuud kyaa merii hayaat kyaa
duniyaa-e-be-sabaat kaa KHaalii gilaas mai.n
