SEARCH RESULTS
Showing search results for "sawa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sawa"
Ghazal
us kii naaraazii kaa suuraj jab savaa neze pe thaa
apne harf-e-ijz hii ne sar pe saaya kar diyaa
Adil Mansuri
Ghazal
aur to is ke savaa kuchh nahii.n imkaan ki ab
mere dariyaa me.n kahii.n teraa kinaara lag jaa.e
Zafar Iqbal
Ghazal
hai savaa neze pe us ke qaamat-e-nau-KHez se
aaftaab-e-sub.h-e-mahshar hai gul-e-dastaar-e-dost
Mirza Ghalib
Ghazal
har ek uquubat se hai talKHii me.n savaa-tar
vo rang jo naa-karda gunaaho.n kii sazaa hai
Faiz Ahmad Faiz
PAGE MATCHES FOR "sawa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sawa"
Ghazal
hijr tanhaa.ii hai suuraj hai savaa neze par
din hii rahtaa hai yahaa.n raat nahii.n hotii hai
Hafeez Jalandhari
Nazm
fana
tarkaarii saag paat zahr amrit aur davaa
zar siim kau.Dii laal zamurrad aur in savaa












