SEARCH RESULTS
Showing search results for "sehat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sehat"
Nazm
do ishq
KHairiyyat-e-jaa.n raahat-e-tan sehhat-e-daamaa.n
sab bhuul ga.ii.n maslihate.n ahl-e-havas kii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
davaa se faa.eda maqsuud thaa hii kab ki faqat
davaa ke shauq me.n sehat tabaah kii mai.n ne
Jaun Eliya
Sher
paal le ik rog naadaa.n zindagii ke vaaste
sirf sehhat ke sahaare umr to kaTtii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sehat"
Sher
marg hii sehat hai us kii marg hii us kaa ilaaj
ishq kaa biimaar kyaa jaane davaa kyaa chiiz hai
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
marg hii sehat hai us kii marg hii us kaa ilaaj
ishq kaa biimaar kyaa jaane davaa kyaa chiiz hai
Bahadur Shah Zafar
Nazm
apni malka-e-suKHan se
lahja maliih hai ki namak-KHvaar huu.n tiraa
sehhat zabaan me.n hai ki biimaar huu.n tiraa
Josh Malihabadi
Quote
Saadat Hasan Manto
Ghazal
jii rahaa huu.n maut kii ummiid me.n
mar hii jaa.uu.ngaa jo sehhat ho ga.ii
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Sher
har vaqt fikr-e-marg-e-Gariibaana chaahiye
sehhat kaa ek pahluu mariizaana chaahiye
Majeed Amjad
Nazm
mujhe apne jine ka haq chahiye
mujh ko ta.aliim sehat aur ummiid kii
saat ra.ngo.n bharii ik dhanak chaahiye
Amjad Islam Amjad
Quote
Saadat Hasan Manto
Ghazal
ruuh ko rog mohabbat kaa lagaa detii hai.n
sehat-e-dil jo ataa kartii hai.n biimaar aa.nkhe.n