SEARCH RESULTS
Showing search results for "shab-e-visaal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shab-e-visaal"
Ghazal
zauq-e-shab-e-visaal hamaare liye bhii ho
ham saa hii teraa haal hamaare liye bhii ho
Mukhtar Ansari
Sher
ba.ad-e-shab-e-visaal na dekhuu.n mai.n daaG-e-hijr
yaa-rab charaaG-e-umr bujhaa de havaa-e-sub.h
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
shab-e-visaal lagaayaa jo un ko siine se
to ha.ns ke bole alag baiThiye qariine se
Hafeez Jaunpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shab-e-visaal"
Ghazal
shab-e-visaal kaa manzar nafas nafas me.n rakhaa
kuchh is tarah se KHud apne ko us ke bas me.n rakhaa
Satyanishtha
Ghazal
shab-e-visaal shab-e-intizaar aa.ii hai
KHizaa.n me.n dekhiye kaisii bahaar aa.ii hai
Kamal Seetapuri
Ghazal
shab-e-visaal me.n duurii kaa KHvaab kyuu.n aayaa
kamaal-e-fat.h me.n ye Dar kaa baab kyuu.n aayaa
Muneer Niyazi
Sher
shab-e-visaal tire dil ke saath lag kar bhii
mirii luTii hu.ii duniyaa tujhe pukaartii hai
Zafar Iqbal
Ghazal
shab-e-visaal lagaayaa jo un ko siine se
to ha.ns ke bole alag baiThiye qariine se
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
shab-e-visaal ha.nsii aatii hai muqaddar par
vo ham se ruuTh ke sone chale hai.n bistar par
Jigar Biswani
Sher
shab-e-visaal bahut kam hai aasmaa.n se kaho
ki jo.D de ko.ii Tuk.Daa shab-e-judaa.ii kaa
Ameer Minai
Ghazal
yaa-rab shab-e-visaal ye kaisaa gajar bajaa
agle pahar ke saath hii pichhlaa pahar bajaa