SEARCH RESULTS
Showing search results for "shab-e-visaal"
Ghazal MATCHES FOR "shab-e-visaal"
Ghazal
zauq-e-shab-e-visaal hamaare liye bhii ho
ham saa hii teraa haal hamaare liye bhii ho
Mukhtar Ansari
Ghazal
shab-e-visaal thii raushan fazaa me.n baiThaa thaa
mai.n tere saaya-e-lutf-o-ataa me.n baiThaa thaa
Shabab Lalit
Ghazal
shab-e-visaal tuluu.a aaftaab kaise hu.aa
zamii.n pe itnaa ba.Daa inqalaab kaise hu.aa
Muneer Saifi
Ghazal
shab-e-visaal kaa manzar nafas nafas me.n rakhaa
kuchh is tarah se KHud apne ko us ke bas me.n rakhaa
Satyanishtha
Ghazal
shab-e-visaal shab-e-intizaar aa.ii hai
KHizaa.n me.n dekhiye kaisii bahaar aa.ii hai
Kamal Seetapuri
Ghazal
shab-e-visaal me.n duurii kaa KHvaab kyuu.n aayaa
kamaal-e-fat.h me.n ye Dar kaa baab kyuu.n aayaa
Muneer Niyazi
Ghazal
shab-e-visaal lagaayaa jo un ko siine se
to ha.ns ke bole alag baiThiye qariine se
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
shab-e-visaal ha.nsii aatii hai muqaddar par
vo ham se ruuTh ke sone chale hai.n bistar par
Jigar Biswani
Ghazal
yaa-rab shab-e-visaal ye kaisaa gajar bajaa
agle pahar ke saath hii pichhlaa pahar bajaa
Ameer Minai
Ghazal
shab-e-visaal ke saare sitaare duub ga.e
hamaare saath ko.ii raushnii nahii.n aa.ii
Salim Saleem
Ghazal
lamhe shab-e-visaal ke sarf-e-visaal ho ga.e
us ko bhii nii.nd aa ga.ii ham bhii niDhaal ho ga.e
Imdad Akash
Ghazal
shab-e-visaal jo pahnaa tire badan kaa libaas
tamaam umr na bhaayaa kisii bhii tan kaa libaas
Nasir Amrohvi
Ghazal
shab-e-visaal mazaa de rahii hai 'tuu' terii
labo.n se gholtii hai qand guftuguu terii
Suroor Jahanabadi
Ghazal
shab-e-visaal kii hasrat ne maar Daalaa hai
faqiir-e-ishq ko chaahat ne maar Daalaa hai
Maikash Azmi
Ghazal
shab-e-visaal ye kahte hai.n vo sunaa ke mujhe
kisii ne luuT liyaa apne ghar bulaa ke mujhe
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
ham ko shab-e-visaal bhii ranj-o-mehan hu.aa
qismat KHilaaf-e-tab.a hu.aa jo suKHan hu.aa
Nizam Rampuri
Ghazal
shab-e-visaal me.n dil par qalaq abhii se hai
sahar hai duur miraa rang faq abhii se hai
Ishrat Bareilvi
Ghazal
kahte shab-e-visaal me.n vo baar baar hai.n
laa.o miyaa.n vo daam jo pahle udhaar hai.n
Inayat Ali Khan Inayat
Ghazal
ba-qadr-e-KHvaab qariina shab-e-visaal kaa thaa
nafiis-o-narm saa lahja shab-e-visaal kaa thaa
Amit Goswami
Ghazal
shab-e-visaal me.n bezaar hai.n sharaab se ham
ki aaj rakhte hai.n sad naam aaftaab se ham