SEARCH RESULTS
Showing search results for "sheva-e-bedaad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sheva-e-bedaad"
Ghazal
chhaa ga.e sheva-e-bedaad pe dilkash naGme
mai.n qafas me.n huu.n ki sayyaad mire daam me.n hai
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
ham ne bhii chho.D diyaa maslak-e-arbaab-e-vafaa
vo bhii ab bhuul ga.e sheva-e-bedaad-garii
Sulaiman Areeb
MORE MATCHES FOR "sheva-e-bedaad"
Ghazal
KHud-numaa.ii to nahii.n sheva-e-arbaab-e-vafaa
jin ko jalnaa ho vo aaraam se jal jaate hai.n
Qateel Shifai
Nazm
shikwa
hai bajaa sheva-e-tasliim me.n mash.huur hai.n ham
qissa-e-dard sunaate hai.n ki majbuur hai.n ham
Allama Iqbal
Ghazal
tarab hai sheva-e-rindaan-e-aaqibat-naa-shanaas
jo gul na thaa vo gulistaa.n me.n muskuraa na sakaa
Nushur Wahidi
Ghazal
uf ra.ng-e-ruKH-e-baani-e-bedaad kaa aalam
jaise kisii mazluum kii fariyaad kaa aalam
Jigar Moradabadi
Ghazal
na vo iKHlaas-o-mohabbat hai na vo mehr-o-vafaa
sheva-e-jaur-o-jafaa-o-sitam iz.haar hu.e
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
mai.n huu.n vo bulbul-e-mahv-e-asiirii-e-bedaad
rahegii ruuh bhii ba.ad-e-fanaa fidaa-e-qafas
Asad Ali Khan Qalaq
Nazm
nama-e-jaanan
be-dilii sheva-e-arbaab-e-mohabbat Thahraa
ab ko.ii aa.e ki jaa.e ''tananaahuu-yaahuu''
Ahmad Faraz
Ghazal
hasrat aa.nkho.n me.n hai lab KHaamosh hai.n
sheva-e-arz-e-tamannaa dekhiye