SEARCH RESULTS
Showing search results for "sheva-e-bedaad"
Ghazal MATCHES FOR "sheva-e-bedaad"
Ghazal
ham ne bhii chho.D diyaa maslak-e-arbaab-e-vafaa
vo bhii ab bhuul ga.e sheva-e-bedaad-garii
Sulaiman Areeb Haidarabadi
Ghazal
chhaa ga.e sheva-e-bedaad pe dilkash naGme
mai.n qafas me.n huu.n ki sayyaad mire daam me.n hai
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
bedaad-e-charKH ne go hame.n KHaak kar diyaa
teraa jamaal ziinat-e-bazm-e-jahaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
Gam-e-jaaved ne dii mujh ko mubaarakbaadii
jab sunaa ye ki unhe.n sheva-e-bedaad aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
na vo iKHlaas-o-mohabbat hai na vo mehr-o-vafaa
sheva-e-jaur-o-jafaa-o-sitam iz.haar hu.e
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
uf ra.ng-e-ruKH-e-baani-e-bedaad kaa aalam
jaise kisii mazluum kii fariyaad kaa aalam
Jigar Moradabadi
Ghazal
tarab hai sheva-e-rindaan-e-aaqibat-naa-shanaas
jo gul na thaa vo gulistaa.n me.n muskuraa na sakaa
Nushur Wahidi
Ghazal
hasrat aa.nkho.n me.n hai lab KHaamosh hai.n
sheva-e-arz-e-tamannaa dekhiye
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
KHaak chhaane.nge chalo ham bhii bayaabaano.n kii
jab yahii sheva-e-arbaab-e-junuu.n hai yuu.n hai
Suleman Khumar
Ghazal
husn-e-aKHlaaq vafaa sheva-e-tasliim-o-razaa
zinda har daur me.n rahne ke hai.n saamaa.n jaise
Khaleel Ansari Advocate
Ghazal
mai.n huu.n vo bulbul-e-mahv-e-asiirii-e-bedaad
rahegii ruuh bhii ba.ad-e-fanaa fidaa-e-qafas
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
nishtar-zanii to sheva-e-arbaab-e-fan nahii.n
in dil-jalo.n ko baat ye samjhaanaa chaahiye
Ejaz Siddiqi
Ghazal
mai.n chup rahaa ki vazaahat se baat ba.Dh jaatii
hazaar sheva-e-husn-e-bayaa.n ke hote hu.e
Iftikhar Arif
Ghazal
tuu asiir-e-aabruu-e-sheva-e-pindaar-e-husn
mai.n giraftaar-e-nigaah-e-zindagii-e-muKHtasar
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ishq-e-KHuubaa.n me.n hu.aa ranj to raahat samjhaa
shukr mai.n ne evaz-e-shikva-e-bedaad kiyaa
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Natiq Azmi
Ghazal
raazii-ba-razaa rahnaa hai sheva-e-ahl-e-dil
maa.ngo to bahar-suurat marzi-e-KHudaa maa.ngo