SEARCH RESULTS
Showing search results for "sirhaane"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sirhaane"
Ghazal
maa.n kii aaGosh me.n kal maut kii aaGosh me.n aaj
ham ko duniyaa me.n ye do vaqt suhaane se mile
Kaif Bhopali
Ghazal
sham.a kii lau thii ki vo tuu thaa magar hijr kii raat
der tak rotaa rahaa ko.ii sirhaane mere
Ahmad Faraz
Hindi Ghazal
kahii.n pe dhuup kii chaadar bichhaa ke baiTh ga.e
kahii.n pe shaam sirhaane lagaa ke baiTh ga.e
Dushyant Kumar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sirhaane"
Ghazal
dil me.n aahaT sii hu.ii ruuh me.n dastak guu.njii
kis kii KHush-buu ye mujhe mere sirhaane aa.ii
Kaif Bhopali
Nazm
nura
gha.Dii chup gha.Dii karne lagtii thii baate.n
sirhaane mire kaaT detii thii raate.n
Asrarul Haq Majaz
Sher
kaise maane.n ki unhe.n bhuul gayaa tuu ai 'kaif'
un ke KHat aaj hame.n tere sirhaane se mile
Kaif Bhopali
Ghazal
mai.n niiyat-e-shab-KHuu.n se KHeme me.n gayaa lekin
dushman ke sirhaane se shamshiir uThaa laayaa