SEARCH RESULTS
Showing search results for "su.nghaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "su.nghaa"
Ghazal
su.nghaa rahii hai mujhe Gash me.n nik.hat-e-gesuu
KHudaa daraaz kare umr ai sabaa terii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Sher
KHushbuu vo pasiine kii tirii yaad na aa jaa.e
gul kaisaa kabhii itr bhii suu.nghaa na kare.nge
Nizam Rampuri
Ghazal
Aagha Akbarabadi
Ghazal
su.nghaa kar nik.hat-e-zulf-e-mu.ambar
u.Daa kar le ga.ii baad-e-sabaa dil
Syed Nazeer Hasan Sakha Dehlavi
PAGE MATCHES FOR "su.nghaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "su.nghaa"
Ghazal
is tarah bhii Gash se kahii.n hotaa hai ifaaqa
yaa zulf su.nghaa yaa mujhe daaman kii havaa de
Bekhud Dehlvi
Ghazal
jab in kii zulfo.n ko suu.nghaa to andaliib-e-KHayaal
gulaab o nargis o raihaan se nikal aayaa
Syed Salman Gilani
Kulliyat
phir us saal se phuul suu.nghaa na mai.n ne
divaana kiyaa thaa mujhe terii buu ne
Meer Taqi Meer
Nazm
ek sharminda nazm
lekin mai.n ne tujhe kab chakhaa suu.nghaa dekhaa sunaa mahsuus kiyaa hai
jab se mai.n jaagaa huu.n
Jawayd Anwar
Ghazal
vo su.nghaa kar zulf-e-mushkii.n hosh me.n laa.e mujhe
saa.np ne chuusaa hai apne zahr kii taasiir ko
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
phuul the in me.n magar KHushbuu na thii
lafz ko suu.nghaa uThaayaa rakh diyaa
Mushaf Iqbal Tausifi
Ghazal
Gash nahii.n Gair ko ye mirgii hai
ham ne juutaa su.nghaa ke dekh liyaa