SEARCH RESULTS
Showing search results for "subuk-dosh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "subuk-dosh"
Ghazal
zindagii tujh se subuk-dosh hu.e jaate hai.n
dekh ham log bhii KHaamosh hu.e jaate hai.n
Sarita Jain
Ghazal
yuu.n subuk-dosh huu.n jiine kaa bhii ilzaam nahii.n
aah itnii ba.Dii duniyaa me.n ko.ii kaam nahii.n
Siraj Lakhnavi
Ghazal
mansab se mohabbat kii subuk-dosh hu.aa mai.n
aavaaz lagaate raho KHaamosh hu.aa mai.n
Nomaan Shauque
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "subuk-dosh"
Nazm
jism ke sath aaKHiri lamhe
chalo chhuTTii milii aaKHir
subuk-dosh ho ga.ii mai.n pahre-daarii se
Shariq Kaifi
Ghazal
kohkan KHud to subuk-dosh hu.aa, par shiirii.n
sar pe ilzaam kaa kohsaar liye phirtii hai
Imdad Imam Asar
Ghazal
aa.nkho.n kii nii.nd se bhii subuk-dosh kar gayaa
tanhaa.iyo.n me.n kaun miraa Gam-shanaas hai
Nashir Naqvi
Ghazal
jiite jii laakh bache laakh subuk-dosh rahe
mar ke ehsaan uThaanaa hii pa.Daa yaaro.n kaa
Raft Bahraichi
Ghazal
sunaa hai dasht ko vaapas ga.e janaab 'ehsaas'
mulaazmat se subuk-dosh ho ke bastii me.n
Farhat Ehsas
Ghazal
ishq me.n chaahiye har-lahza niraalii gardish
kyo.n vahaa.n kaatib-e-taqdiir subuk-dosh hu.aa
Nazish Badayuni
Ghazal
dil me.n jitne bhii the hangaame subuk-dosh hu.e
mere atraaf me.n KHaamosh balaa guu.njtii hai
Shams Faridee
Ghazal
be-tuuda tuuda-KHaak subuk-dosh ho ga.e
sar par junuun-e-ishq kaa ehsaa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
mar kar tamaam sar se Talii.n aafate.n 'jaliil'
ham jaan de ke sab se subuk-dosh ho ga.e