SEARCH RESULTS
Showing search results for "taalaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taalaa"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
gar aaj auj pe hai taala-e-raqiib to kyaa
ye chaar din kii KHudaa.ii to ko.ii baat nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tire javaahir-e-turf-e-kulah ko kyaa dekhe.n
ham auj-e-taala-e-laal-o-gohar ko dekhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
qasam jo khaa.iye to taala-e-zuleKHaa kii
aziiz-e-misr kaa bhii saahab ik Gulaam liyaa
Meer Taqi Meer
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taalaa"
Sher
yaar ko mai.n ne mujhe yaar ne sone na diyaa
raat bhar taala-e-bedaar ne sone na diyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
puurii aavaaz se ik roz pukaaruu.n tujh ko
aur phir merii zabaa.n par tiraa taalaa lag jaa.e
Zafar Iqbal
Ghazal
ta.ngii rafiiq-e-rah thii adam yaa vajuud thaa
meraa safar ba-taala-e-chashm-e-hasuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kal talak vo jo mire sar kii qasam khaataa thaa
aaj sar us ne miraa kaise uchhaalaa dekhuu.n
Kumar Vishwas
Ghazal
likhaa kare ko.ii ahkaam-e-taala-e-mauluud
kise KHabar hai ki vaa.n jumbish-e-qalam kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
dekh apnaa haal-e-zaar munajjim hu.aa raqiib
thaa saazgaar taala-e-naa-saaz dekhnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
vahii banaate the lohe ko to.D kar taalaa
phir us ke baa'd vahii chaabiyaa.n banaate the