SEARCH RESULTS
Showing search results for "taalaa"
Ghazal MATCHES FOR "taalaa"
Ghazal
tire javaahir-e-turf-e-kulah ko kyaa dekhe.n
ham auj-e-taala-e-laal-o-gohar ko dekhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
qasam jo khaa.iye to taala-e-zuleKHaa kii
aziiz-e-misr kaa bhii saahab ik Gulaam liyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
uThaa kar kyo.n na phe.nke.n saarii chiize.n
faqat kamro.n me.n Tahlaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
puurii aavaaz se ik roz pukaaruu.n tujh ko
aur phir merii zabaa.n par tiraa taalaa lag jaa.e
Zafar Iqbal
Ghazal
ta.ngii rafiiq-e-rah thii adam yaa vajuud thaa
meraa safar ba-taala-e-chashm-e-hasuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kal talak vo jo mire sar kii qasam khaataa thaa
aaj sar us ne miraa kaise uchhaalaa dekhuu.n
Kumar Vishwas
Ghazal
likhaa kare ko.ii ahkaam-e-taala-e-mauluud
kise KHabar hai ki vaa.n jumbish-e-qalam kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
dekh apnaa haal-e-zaar munajjim hu.aa raqiib
thaa saazgaar taala-e-naa-saaz dekhnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
vahii banaate the lohe ko to.D kar taalaa
phir us ke baa'd vahii chaabiyaa.n banaate the
Liaqat Jafri
Ghazal
yuu.n savaal-e-vasl par Taalaa kiyaa barso.n ko.ii
sabr kar muztar na ho teraa kahaa ho jaa.egaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
yahii kah kar ajal ko qarz-KHvaaho.n kii tarah Taalaa
ki le kar aaj qaasid yaar kaa paiGaam aa.egaa
Shad Azimabadi
Ghazal
kyaa kuchh na thaa azal me.n na taalaa jo the durust
ham ko dil-e-shikasta qazaa ne dilaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Kunwar Bechain
Ghazal
paikar-e-ushshaaq saaz-e-taala-e-naa-saaz hai
naala goyaa gardish-e-saiyyaara kii aavaaz hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
fanaa ko sau.np gar mushtaaq hai apnii haqiiqat kaa
faroG-e-taala-e-KHaashaak hai mauquuf gulKHan par