SEARCH RESULTS
Showing search results for "taaraaj"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taaraaj"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taaraaj"
Ghazal
haif! kahte hai.n hu.aa gulzaar taaraaj-e-KHizaa.n
aashnaa apnaa bhii vaa.n ik sabza-e-begaana thaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
ai sar-e-shoriida naaz-e-'ishq va paas-e-aabruu
yak taraf saudaa va yaksuu minnat-e-dastaar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
taaraaj-e-kaavish-e-Gam-e-hijraa.n hu.aa 'asad'
siina ki thaa dafiina gohar-haa-e-raaz kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
tasma-kash taraaz o Gaarat-gar taaraaj-saaz
kaafir yaGmaa.ii o qazzaaq rahzan aap hai.n
Bahadur Shah Zafar
Nazm
bhaarat ke musalman
qazzaaq-e-fanaa ko to hai darkaar bahaana
taaraaj na ho 'qaasim-o-'sayyad' kaa KHazaana
Jagan Nath Azad
Ghazal
mai.n ne bhii ek din use taaraaj kar diyaa
mujh ko halaak karne pe jab tul gayaa badan
Farhat Ehsas
Nazm
hum
nahii.n mujhe is tarah na dekho
ki jaise nazro.n me.n ruuh tak umDii aa rahii ho













