SEARCH RESULTS
Showing search results for "taaza"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taaza"
Ghazal
KHizr-sultaa.n ko rakhe KHaaliq-e-akbar sarsabz
shaah ke baaG me.n ye taaza nihaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
mumkin ho to ik taaza Gazal aur bhii kah luu.n
phir o.Dh na le.n KHvaab kii chaadar tirii aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
zahe vo dil jo tamannaa-e-taaza-tar me.n rahe
KHoshaa vo umr jo KHvaabo.n hii me.n bahal jaa.e
Obaidullah Aleem
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taaza"
Ghazal
'mohsin' mai.n us se kah na sakaa yuu.n bhii haal dil
darpesh ek taaza musiibat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
qismat kaa sitam hii kam nahii.n kuchh ye taaza sitam iijaad na kar
yuu.n zulm na kar be-daad na kar
Akhtar Shirani
Ghazal
tab tak to phuul jaisii hii taaza thii us kii yaad
jab tak vo pattiyo.n ko judaa kar nahii.n gayaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
shahr kii saarii alif-lailaa.e.n buu.Dhii ho chukii.n
shaahzaade ko ko.ii taaza kahaanii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
ek din aap kii barham-nigahii dekh chuke
roz ik taaza qayaamat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
na.ii ruto.n me.n dukho.n ke bhii silsile hai.n na.e
vo zaKHm taaza hu.e hai.n jo bharne vaale the