SEARCH RESULTS
Showing search results for "taaza"
Nazm MATCHES FOR "taaza"
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
qismat kaa sitam hii kam nahii.n kuchh ye taaza sitam iijaad na kar
yuu.n zulm na kar be-daad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
tuu jahaa.n ke taaza fitno.n se nahii.n hai baa-KHabar
pahlaa mushiir
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
ahl-e-iimaa.n jas tarah jannat me.n gird-e-salsabiil
taaza viiraane kii saudaa-e-mohabbat ko talaash
Allama Iqbal
Nazm
nazr-e-dil
aa.o mil kar inqalaab-e-taaza-tar paidaa kare.n
dahr par is tarah chhaa jaa.e.n ki sab dekhaa kare.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
aabaad hai ik taaza jahaa.n tere hunar me.n
jachte nahii.n baKHshe hu.e firdaus nazar me.n
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri mulaqat
shaayad nahii.n rahe vo pati.ngo.n ke valvale
taaza na rah sake.ngii rivaayaat-e-dasht-o-dar
Akhtarul Iman
Nazm
ustad-e-mohtaram ko mera salam kahna
jo fikr-e-taaza-dam hai ustaad kii ataa hai
jo kuchh kiyaa raqam hai ustaad kii ataa hai
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
yaad-e-aligarh
ko.ii kar rahaa thaa kisii kii shikaayat
Garaz roz Dhaatii thii taaza qayaamat
Aabidullah Ghazi
Nazm
chaara-gar
jaise do taaza-rau taaza-dam phuul pichhle-pahar
ThanDii ThanDii subuk-rau chaman kii havaa
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
hinDola
shagufta rang tar-o-taaza ruup vaalo.n kaa
ki un kii aa.nch mirii haDDiyaa.n galaa degii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ban-bas
mai.n ne ik pe.D pe jo naam likhaa thaa apnaa
kuchh dino.n zaKHm ke maanind vo taaza hogaa
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
abul-ala-marri
ye KHvaan-e-tar-o-taaza ma.arrii ne jo dekhaa
kahne lagaa vo saahib-e-Gufraan-o-luzuumaat