SEARCH RESULTS
Showing search results for "taaze"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taaze"
Ghazal
ba-shikanj justujuu-haa ba-saraab-e-guftuguu-haa
tag-o-taaz-e-aarzuu-haa ba-fareb-e-shaad-maanii
Mirza Ghalib
Ghazal
lo faqiiro.n kii du.aa har tarah aabaad raho
KHud raho mauje.n karo taaze raho shaad raho
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
jis ke jii me.n jo aa.e mashvare to degaa naa
mashvare na.e taaze sun rahe ho ab bolo
Arifa Shahzad
PAGE MATCHES FOR "taaze"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taaze"
Mazahiya
kuchh moTe taaze KHar the ka.ii laaGar-o-nahiif
kuchh fanne-KHaa.n gad.he the ka.ii mehrbaa.n shariif
Saghar Khayyami
Ghazal
gul jo taaze the khile kahte the shabnam se ye baat
dekh kar un ko jo vo phuul the kumhlaa.e hu.e
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
rafta rafta vaqt ke marham se bhar hii jaa.e.nge
ishq ne jo zaKHm baKHshe hai.n abhii taaze bahut
Shabab Lalit
Nazm
hum kahan aa gae
ik tag-o-taaz-e-kaar-e-jahaa.n
aasmaa.n se pare sair-e-sayyaargaa.n
Zubair Rizvi
Ghazal
fuzuul Thahre tag-o-taaz-e-umr bhii saarii
hatheliyo.n kii lakiire.n bhii raa.egaa.n ho jaa.e.n
Irfan Waheed
Ghazal
lashkar-e-qalb-e-saf-e-ushshaaq me.n hai GalGala
yakka-taaz-e-aah kuu.n kis ne kiyaa hai naa-rasiid
Siraj Aurangabadi
Ghazal
taaze khile hai.n daaG ke gul dil ke baaG me.n
phir mausam-e-bahaar hu.aa kyaa bajaa hu.aa
Siraj Aurangabadi
Sher
tag-o-taaz-e-paiham hai miiraas-e-aadam
mire muntazir kuchh jahaa.n aur bhii hai.n



