SEARCH RESULTS
Showing search results for "tabarrukaat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tabarrukaat"
Ghazal
ye sub.h-o-shaam mulaaqaat hai ajiiran sii
kabhii-kabhaar kaa milnaa tabarrukaat me.n thaa
Hayat Lakhnavi
Ghazal
har ek shaKHs ko thii KHvaahish-e-gazand vahaa.n
ki us kaa daar bhii jaise tabarrukaat se thaa
Raoof Khair
Ghazal
mahfuuz mai.n ne rakkhe junuu.n ke tabarrukaat
daaman agar phaTaa to garebaa.n kiyaa gayaa
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
majnuu.n ke baad tauq-o-salaasil hame.n mile
ham ne tabarrukaat ye sab piir ke liye
Alamgir Khan Kaif
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tabarrukaat"
Ghazal
ise tabarruk-e-hayaat kah ke palko.n par rakhuu.n
agar mujhe yaqiin ho ye raaste kii gard hai
Bashir Badr
Ghazal
Anjum Khaleeq
Ghazal
har taar kaa daaman ke mire kar ke tabarruk
sar-basta har ik KHaar-e-bayaabaan hai maujuud
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
raaste shaam ko ghar le ke nahii.n lauTe.nge
ham tabarruk kii tarah raaho.n me.n baT jaa.e.nge
Farooq Shafaq
Sher
hamaarii KHaak tabarruk samajh ke le jaa.o
hamaarii jaan mohabbat kii lau me.n jaltii thii
Bilal Ahmad
Ghazal
ye gul jo ham ne haath pe khaa.e hai.n ruu-ba-ruu
ham ko yahii milaa hai tabarruk huzuur kaa