SEARCH RESULTS
Showing search results for "tah-e-daam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tah-e-daam"
Ghazal
ruuh ko apnii tah-e-daam nahii.n kar saktaa
mai.n kabhii sub.h se yuu.n shaam nahii.n kar saktaa
Shamim Ravish
Ghazal
chain ab mujh ko tah-e-daam to lene dete
tere fitne kahii.n aaraam to lene dete
Saifuddin Saif
Ghazal
har bulbul-e-mushtaaq tah-e-daam hai ab bhii
phuulo.n kii talab baa.is-e-aalaam hai ab bhii
Saleem Betab
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "tah-e-daam"
MORE MATCHES FOR "tah-e-daam"
Ghazal
zindagii taa.ir-e-sahraa thii ba-shauq-e-parvaaz
zindagii said-e-tah-e-daam hu.ii jaatii hai
Jameel Mazhari
Ghazal
tiir teraa hai kamaa.n terii nishaana teraa
daam meraa hai tah-e-daam hai daana teraa
Ramz Azimabadi
Hamd
masruuf rakhaa taaza havaa.o.n ke safar me.n
aazaad parindo.n ko tah-e-daam na likkhaa
Arman Najmi
Ghazal
KHabar 'iqbaal' kii laa.ii hai gulistaa.n se nasiim
nau-giraftaar pha.Daktaa hai tah-e-daam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
kaano.n me.n kuchh aatii hai aavaaz pha.Dakne kii
phir ko.ii nayaa taa.ir shaayad tah-e-daam aayaa
Nushur Wahidi
Ghazal
gulshan kii fazaa me.n bhii ham aazaad kahaa.n the
sayyaad se karte jo tah-e-daam shikaayat