SEARCH RESULTS
Showing search results for "tah-e-daam"
Ghazal MATCHES FOR "tah-e-daam"
Ghazal
chain ab mujh ko tah-e-daam to lene dete
tere fitne kahii.n aaraam to lene dete
Saifuddin Saif
Ghazal
تہ دام بھي غزل آشنا رہے طائران چمن تو کيا
جو فغاں دلوں ميں تڑپ رہي تھي، نوائے زير لبي رہي
Allama Iqbal
Ghazal
ruuh ko apnii tah-e-daam nahii.n kar saktaa
mai.n kabhii sub.h se yuu.n shaam nahii.n kar saktaa
Shamim Ravish
Ghazal
har bulbul-e-mushtaaq tah-e-daam hai ab bhii
phuulo.n kii talab baa.is-e-aalaam hai ab bhii
Saleem Betab
Ghazal
sitam-shi.aar kii tafriih-e-saame.a ke liye
KHarosh-e-murG-e-tah-e-daam bhii zaruurii hai
Jafar Baluch
Ghazal
zulf ke niiche KHat-e-sabz to dekhaa hii na thaa
ai lo ek aur nayaa daam tah-e-daam bhii hai
Aish Dehlvi
Ghazal
mai.n apne hii paikar se is darja pareshaa.n thaa
sochaa ki bikhar jaa.uu.n jab bhii tah-e-daam aayaa
Jawed Manzar
Ghazal
na muraad hogii puurii kabhii un shikaariyo.n kii
mujhe dekhnaa jo 'zaahid' tah-e-daam chaahte hai.n
Abul Mujahid Zahid
Ghazal
ai baad-e-sabaa mahfil-e-ahbaab me.n kahiyo
dekhaa hai jo kuchh haal tah-e-daam hamaaraa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
aasmaa.n dene kaa ai dost dikhaavaa mat kar
mujh ko u.Dne kii ijaazat tuu tah-e-daam na de
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
log gulshan me.n to chalte hai.n sar-afraazii se
un me.n kitne hai.n tah-e-daam tumhe.n kyaa ma.aluum
Faiz ul Hasan Khayal
Ghazal
zulf ke jaal me.n ma.ashuuq kaa sar hai KHud bhii
qaidiyo.n muzhda ki sayyaad tah-e-daam aayaa
Zareef Lakhnavi
Ghazal
qaid me.n bhii hai asiiro.n kaa vahii josh-e-amal
mashq-e-parvaaz tah-e-daam hu.ii jaatii hai
Figar Unnavi
Ghazal
zindagii taa.ir-e-sahraa thii ba-shauq-e-parvaaz
zindagii said-e-tah-e-daam hu.ii jaatii hai
Jameel Mazhari
Ghazal
mai.n vo sho'la thaa jise daam se to zarar na thaa
pa jo vasvase tah-e-daam the mujhe khaa ga.e
Khursheed Rizvi
Ghazal
dekh kar kholiyo tuu kaakul-e-pechaa.n kii girah
ki miraa taa.ir-e-dil us ke tah-e-daam na ho
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
aazaad ho ke juu.n hii khule mere baal-o-par
mujh par khulaa ki paa.nv tah-e-daam rah ga.e