SEARCH RESULTS
Showing search results for "tahii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tahii"
Ghazal
tahii zindagii se nahii.n ye fazaa.e.n
yahaa.n saik.Do.n kaarvaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
biThaa diyaa mujhe dariyaa ke us kinaare par
jidhar hubaab tahii-jaam bhii nahii.n aataa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
merii miinaa-e-Gazal me.n thii zaraa sii baaqii
sheKH kahtaa hai ki hai ye bhii haraam ai saaqii
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "tahii"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tahii"
Ghazal
abr-e-naisaa.n ye tunuk-baKHshii-e-shabnam kab tak
mere kohsaar ke laale hai.n tahii-jaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
pur-soz nazar-baaz o niko-biin o kam aarzuu
aazaad o giraftaar o tahii kiisa o KHursand
Allama Iqbal
Ghazal
na hogaa hamaaraa hii aaGosh KHaalii
kuchh apnaa bhii pahluu tahii paa.iyegaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
vahii hu.aa ki takalluf kaa husn biich me.n thaa
badan the qurb-e-tahii-lams se bikharte hu.e
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
buu.nd bhar ashk bhii Tapkaa na kisii ke Gam me.n
aaj har aa.nkh ko.ii abr-e-tahii lagtii hai
Saleem Ahmed
Nazm
hamesha der kar deta hun
kisii ko maut se pahle kisii Gam se bachaanaa ho
haqiiqat aur thii kuchh us ko jaa ke ye bataanaa ho
Muneer Niyazi
Ghazal
ishq dariyaa hai jo tere vo tahii-dast rahe
vo jo Duube the kisii aur kinaare nikle