SEARCH RESULTS
Showing search results for "takziib-e-aqdaar-e-saliim"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "takziib-e-aqdaar-e-saliim"
Ghazal
kyaa na.ii tahziib hai takziib-e-aqdaar-e-saliim
shahr me.n phaile hu.e hai.n jins ke amraaz kyuu.n
Krishna Mohan
Ghazal
yahaa.n ta.ayyun-e-aqdaar bhii zaruurii hai
KHud apne mushk kii qiimat Gazaal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Sher
Saleem Ahmed
MORE MATCHES FOR "takziib-e-aqdaar-e-saliim"
Ghazal
jis ne kuchh ehtiyaat javaanii me.n kii nahii.n
aql-e-saliim kahtii hai vo aadmii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
'saliim' sham-e-vajuud aa ga.ii hai bujhne par
bas intizaar karo mom ke pighalne kaa
Salim Saleem
Ghazal
chalo 'saliim' zaraa kuchh ilaaj-e-jaa.n kar le.n
yahii.n kahii.n pe ko.ii chaara-gar saa rahtaa hai
Salim Saleem
Ghazal
dil ke andar dard aa.nkho.n me.n namii ban jaa.iye
is tarah miliye ki juzv-e-zindagii ban jaa.iye
Saleem Ahmed
Ghazal
ma.aanii-e-shab-e-taariik khul rahe the 'saliim'
jahaa.n charaaG nahii.n thaa vahaa.n ujaalaa thaa
Saleem Ahmed
Ghazal
hu.ii hai shaaKH-e-hunar me.n na.ii numuu ab ke
'saliim' barg-e-KHizaa.n se najaat baaqii hai
Saleem Ahmed
Ghazal
ye ra.ng-e-dast-e-naaz yuu.nhii to nahii.n 'saliim'
dil kaa lahuu bhii sarf hu.aa hai hinaa ke saath
Saleem Ahmed
Ghazal
'saliim' tark-e-rah-o-rasm tark-e-ishq nahii.n
jidhar se guzre udhar us kaa raasta aayaa




