SEARCH RESULTS
Showing search results for "talqiin"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "talqiin"
Nazm
jawab-e-shikwa
rah ga.ii rasm-e-azaa.n ruuh-e-bilaalii na rahii
falsafa rah gayaa talqiin-e-Gazaalii na rahii
Allama Iqbal
Ghazal
apnii anaa kii aaj bhii taskiin ham ne kii
jii bhar ke us ke husn kii tauhiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Nazm
maulana
KHudaaraa shukr kii talqiin apne paas hii rakkhe.n
ye lagtii hai mire siine pe ban kar tiir maulaanaa
Habib Jalib
Ghazal
Qabil Ajmeri
PAGE MATCHES FOR "talqiin"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "talqiin"
Ghazal
surKHiyaa.n amn kii talqiin me.n masruuf rahii.n
harf baaruud ugalte rahe aKHbaar ke biich
Mohsin Naqvi
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
lekin aaj aKHlaaq kii talqiin farmaate ho tum
ho na ho apne me.n ab quvvat nahii.n paate ho tum
Josh Malihabadi
Nazm
marg-e-soz-e-mohabbat
phir dil ko paas-e-zabt kii talqiin kar chuke.n
aur imtihaan-e-zabt se phir jii churaa.ii.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Waheed Akhtar
Nazm
barah mahine
march hai saal kaa tiisraa maah-e-nau
sab ko kartaa hai talqiin ab KHush raho
Haidar Bayabani
Qita
saahil pe ik thake hu.e jogii kii ba.nsrii
talqiin kar rahii hai kinaara hai zindagii
Abdul Hamid Adam
Ghazal
guzregii qayaamat abhii ik samt gumaa.n se
aa.nkho.n ko khulaa rakhne kii talqiin hu.ii hai
Ahsan Gulfam
Sher
Qabil Ajmeri
Mazahiya
raa.e de duu.ngaa evaz mai.n aap ko KHamsiin ke
itne hii milte hai.n mujh ko va.az ke talqiin ke