SEARCH RESULTS
Showing search results for "talqiin"
Ghazal MATCHES FOR "talqiin"
Ghazal
apnii anaa kii aaj bhii taskiin ham ne kii
jii bhar ke us ke husn kii tauhiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Ghazal
Qabil Ajmeri
Ghazal
surKHiyaa.n amn kii talqiin me.n masruuf rahii.n
harf baaruud ugalte rahe aKHbaar ke biich
Mohsin Naqvi
Ghazal
Waheed Akhtar
Ghazal
guzregii qayaamat abhii ik samt gumaa.n se
aa.nkho.n ko khulaa rakhne kii talqiin hu.ii hai
Ahsan Gulfam
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
haa.e kis dard se kii zabt kii talqiin mujhe
ha.ns pa.De dost jo mai.n ne kabhii ronaa chaahaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
Faizul Amin Faiz
Ghazal
khi.nch ke rah mujh se magar zabt kii talqiin na kar
ab mirii aah se tujh ko na zarar pahu.nchegaa
Shahab Jafri
Ghazal
du.aa-e-maGfirat tum do utaare qabr me.n ko.ii
pa.Dho talqiin tum shaana hilaa.e jis kaa jii chaahe
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Mukhtar Siddiqui
Ghazal
yuu.n nahii.n ke sabr kii talqiin kar ke chal diye
chaaraagar hai.n to musalsal Gam-gusaarii chaahiye
Rafia Zainab
Ghazal
jo sab ko ha.nsne kii talqiin kartaa rahaa hai
vo mere saamne aa.nsuu bahaa rahaa thaa abhii
Fawad Ahmad
Ghazal
kuchh shoKH hasiinaa.o.n sii ra.ngiin kitaabe.n
din-raat mujhe detii hai.n taskiin kitaabe.n