SEARCH RESULTS
Showing search results for "tama.a"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tama.a"
Ghazal
kam nahii.n tama-e-ibaadat bhii to hirs-e-zar se
faqr to vo hai ki jo diin na duniyaa rakkhe
Ahmad Faraz
Ghazal
kyaa zohd ko maanuu.n ki na ho garche riyaa.ii
paadaash-e-amal kii tama-e-KHaam bahut hai
Mirza Ghalib
Sher
saadgii dekh ki bose kii tama.a rakhtaa huu.n
jin labo.n se ki mayassar nahii.n dushnaam mujhe
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
tilism-e-taaza teraa saaya-e-diivaar rakhtaa hai
badaltaa hai parii kaa bhes jo diivaana aataa hai
Ameer Minai
Kulliyat
aage kisuu ke kyaa kare.n dast-e-tama.a daraaz
vo haath so gayaa hai sirhaane dhare dhare
Meer Taqi Meer
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tama.a"
Ghazal
mumkin nahii.n hai ye ki bhare kaasa-e-tama.a
din me.n karo.D ghar jo phiraa de gadaa-e-hirs
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mah Laqa Chanda
Ghazal
na rakhii dil me.n hamaare tama-e-KHaam-e-visaal
rashk-e-aGyaar kaa aazaar salaamat baashad
Hasrat Azimabadi
Ghazal
iimaa.n nahii.n momin kaa mukaafaat-e-amal par
ummiid-e-karam kyaa tama-e-KHaam nahii.n hai
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
ra.ngiinii-e-fikr aur merii raushnii-e-tama.a
kuchh la.al-o-gohar aur ugal jaa.e to achchhaa