SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqarrub"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taqarrub"
Ghazal
Muzdam Khan
Ghazal
paayaa na taqarrub kisii maKHluuq ne aisaa
jaisaa ki milaa shaah ko rutba shab-e-me'raaj
Abdul Halim Sharar
Ghazal
Shad Azimabadi
Kulliyat
jii jal gayaa taqarrub-e-aGyaar dekh kar
ham us galii me.n jab ga.e tab vaa.n se laa.e daaG
Meer Taqi Meer
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taqarrub"
Ghazal
imkaan me.n nahii.n hai.n taqarrub kii lazzate.n
tasviir rakh rahii hai tire aastaa.n se duur
Behzad Lakhnavi
Ghazal
na to us ko hairat hai na mujhe ta.ajjub hai
merii us kii duurii me.n KHaas ik taqarrub hai
Sadiya Roshan Siddiqui
Ghazal
ho.nge tai baa'd taqarrub ke maraahil saare
dekh lenaa hii ba.Daa kaam hai biinaa.ii kaa
Qadr Oraizi
Ghazal
mahbuub hai mai-kash ko rindo.n kii baGal me.n hai
lekin ye taqarrub hai baada hii se miinaa kaa
Ameen Hazin
Naat
is ko bhii samajhtii huu.n taqarrub kaa qariina
aataa hai bahut yaad mujhe shahr-e-madiina
Brijes Talat Nizamii
Ghazal
ai mai.n sau jaan se is tarz-e-takallum ke nisaar
phir to farmaa.iye kyaa aap ne irshaad kiyaa
Josh Malihabadi
Ghazal
us jaan-e-takallum ko tum mujh se to milvaate
tasKHiir na kar paataa hairaan to kar jaataa
Azm Bahzad
Sher
mai.n jise pyaar kaa andaaz samajh baiThaa huu.n
vo tabassum vo takallum tirii aadat hii na ho
Sahir Ludhianvi
Ghazal
suuraj ne apnii shakl bhii dekhii thii pahlii baar
aa.iine ko maze bhii taqaabul ke aa ga.e
Rahat Indori
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
un se yahii kah aa.e.n ki ab ham na mile.nge
aaKHir ko.ii taqriib-e-mulaaqaat banegii


