SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqsiim"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taqsiim"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
terii aa.nkho.n ke sivaa duniyaa me.n rakkhaa kyaa hai
tuu jo mil jaa.e to taqdiir niguu.n ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tu hindu banega na musalman banega
jis ilm ne insaano.n ko taqsiim kiyaa hai
is ilm kaa tujh par ko.ii ilzaam nahii.n hai
Sahir Ludhianvi
Sher
mujhe bhii lamha-e-hijrat ne kar diyaa taqsiim
nigaah ghar kii taraf hai qadam safar kii taraf
Shehpar Rasool
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taqsiim"
Nazm
sarhaden
kis ne duniyaa ko bhii daulat kii tarah baa.nTaa hai
kis ne taqsiim kiye hai.n ye asaase saare
Ahmad Faraz
Sher
Allama Iqbal
Nazm
mujhe sochne de
har taraf aatish o aahan kaa ye sailaab-e-aaziim
nit-na.e tarz pe hotii hu.ii duniyaa taqsiim
Sahir Ludhianvi
Nazm
jawahar-lal nehru
jis ne insaano.n kii taqsiim ke sadme jhele
phir bhii insaa.n kii uKHuvvat kaa parastaar rahaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
taqsiim kiye paara-e-dil bazm-e-butaa.n me.n
har ek ke hai paas nishaanii mire dil kii
Imam Bakhsh Nasikh
Nazm
apne andar zara jhank mere watan
tere dharmo.n ne zaato.n kii taqsiim kii
tirii rasmo.n ne nafrat kii ta.aliim dii