SEARCH RESULTS
Showing search results for "taraddud"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taraddud"
Ghazal
bhalaa taraddud-e-bejaa se un me.n kyaa haasil
uThaa chuke hai.n zamiindaar jin zamiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
shumaar o be-shumaarii ke taraddud se guzar kar
ma.aal-e-ishq-e-vahdat ke sivaa kyaa rah gayaa hai
Irfan Sattar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taraddud"
Ghazal
fikr o taraddud me.n har dam kyaa ghulte rahnaa
hogaa to bas vo hii jo kuchh honaa hogaa
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
Aasi Ghazipuri
Ghazal
ai 'ka.nval' tuu ne kabhii ko.ii taraddud bhii kiyaa
ik muqaddar hii buraa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
itne hazaar zabt-o-taraddud ke baavajuud
rah rah ke aa hii jaatii hai KHud par ha.nsii mujhe
Sarahat Ahmad Sarahat
Kulliyat
barso.n ta.ii.n jab ham ne taraddud kiye hai.n tab
pahu.nchaayaa hai aadam ta.ii.n vaa'iz ke nasab ko
Meer Taqi Meer
Ghazal
Saail Dehlvi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
dard kii dhuup se bachne ke taraddud me.n khulaa
silsila taa-ba-ufuq KHauf ke ashjaar kaa hai







