SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarahhum"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tarahhum"
Nazm
clerk ka naghma-e-mohabbat
taa.ngo.n par barq-e-tabassum hai
baato.n kaa miiThaa tarannum hai
Meeraji
Ghazal
hai tarahhum-aafrii.n aaraa.ish-e-be-daad yaa.n
ashk-e-chashm-e-daam hai har daana-e-sayyaad yaa.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Gam suu.n tere hai tarahhum kaa mahal haal-e-'valii'
zulm ko chho.D sajan sheva-e-ehsaan me.n aa
Wali Dakni
MORE MATCHES FOR "tarahhum"
Ghazal
ne tarahhum ne karam ne mehr hai ai bevafaa
kis tavaqqo par bhalaa ho ko.ii teraa aashnaa
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
Zaka Meer Aulad Mohammad Khan
Nazm
mohabbat mein KHuda bhi mubtala hai
mohabbat sar-basar tarahhum
mohabbat mohtaram sach kaa ilm zor-e-qalam
Naeem Zarrar Ahmad
Ghazal
kahe.n to kyaa kahe.n ham un kii saada-lauhii ko
jo qaatilo.n se tarahhum kii aas rakhte hai.n
Hafeez Banarasi
Ghazal
haal us Gariiq kaa hai jaa-e-tarahhum ai dil
rah jaa.e hai jo zer-e-saahil ta.Dap ta.Dap kar
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ye jaa-e-tarahhum hai agar samjhe tuu sayyaad
mai.n aur pha.nsuu.n is tarah is kunj-e-qafas me.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
vo maar degaa agar KHanjar-e-tabassum se
to gungunaa.u.ngaa kaise Gazal tarannum se














