SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarjuman"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tarjuman"
Ghazal
Mustafa Zaidi
Ghazal
lahuu na ho to qalam tarjumaa.n nahii.n hotaa
hamaare daur me.n aa.nsuu zabaa.n nahii.n hotaa
Waseem Barelvi
Sher
Mustafa Zaidi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tarjuman"
Ghazal
mai.n apne aap se kab tak kiyaa karuu.n baate.n
mirii zabaa.n ko kabhii ko.ii tarjumaan bhii de
Nida Fazli
Ghazal
tarjumaan-e-raaz huu.n ye bhii kaam hai miraa
us lab-e-KHamosh ne mujh se jo kahaa kahuu.n
Nushur Wahidi
Sher
lahuu na ho to qalam tarjumaa.n nahii.n hotaa
hamaare daur me.n aa.nsuu zabaa.n nahii.n hotaa
Waseem Barelvi
Sher
nigaah-e-shauq agar dil kii tarjumaa.n ho jaa.e
to zarra zarra mohabbat kaa raaz-daa.n ho jaa.e
Haya Lakhnavi
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Sher
zabaa.n se dil kaa fasaana adaa kiyaa na gayaa
ye tarjumaa.n to banii thii magar banaa na gayaa
Ijtiba Rizvi
Ghazal
be-zabaanii tarjumaan-e-shauq behad ho to ho
varna pesh-e-yaar kaam aatii hai.n taqriire.n kahii.n




