SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarjuman"
Ghazal MATCHES FOR "tarjuman"
Ghazal
Mustafa Zaidi
Ghazal
lahuu na ho to qalam tarjumaa.n nahii.n hotaa
hamaare daur me.n aa.nsuu zabaa.n nahii.n hotaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n apne aap se kab tak kiyaa karuu.n baate.n
mirii zabaa.n ko kabhii ko.ii tarjumaan bhii de
Nida Fazli
Ghazal
tarjumaan-e-raaz huu.n ye bhii kaam hai miraa
us lab-e-KHamosh ne mujh se jo kahaa kahuu.n
Nushur Wahidi
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
be-zabaanii tarjumaan-e-shauq behad ho to ho
varna pesh-e-yaar kaam aatii hai.n taqriire.n kahii.n
Hasrat Mohani
Ghazal
tarjumaa.n apnaa banaayaa hai mujhe rindo.n ne
kaash aavaaz mirii piir-e-muGaa.n tak pahu.nche
Kaleem Aajiz
Ghazal
'ejaaz' apne ahd kaa mai.n tarjumaan huu.n
mai.n jaantaa huu.n jaisii Gazal chaahte hai.n log
Ejaz Rahmani
Ghazal
nigaah-e-shauq agar dil kii tarjumaa.n ho jaa.e
to zarra zarra mohabbat kaa raaz-daa.n ho jaa.e
Haya Lakhnavi
Ghazal
har saa.ns tarjumaan-e-Gam-e-dil hai in dino.n
har aah parda-daar-e-hikaayat hai aaj-kal
Shakeel Badayuni
Ghazal
ye saaneha bhii mire aa.nsu.o.n pe guzraa hai
nigaah boltii thii tarjumaa.n ke hote hu.e
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
be-KHauf-e-Gair dil kii agar tarjumaa.n na ho
behtar hai is se ye ki sire se zabaa.n na ho