SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarsaa.o"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tarsaa.o"
Ghazal
tarse hu.e jazbo.n ko ab aur na tarsaa.o
tum shaane pe sar rakh do ham baaho.n me.n bhar jaa.e.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
baat bhii maano kisii kii ko.ii ye bhii zid hai
apne aashiq ke ta.ii.n itnaa na tarsaa.o suno
Mushafi Ghulam Hamdani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tarsaa.o"
Ghazal
dikhaa dikhaa ke na tum aur mujh ko tarsaa.o
mai.n mar gayaa to mire baad ban sa.nvar lenaa
Ranj Hyderabadi
Ghazal
dar talak aa ke Tuk aavaaz sunaa jaa.o jii
apne mushtaaq ko itnaa bhii na tarsaa.o jii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
shab-e-visaal me.n 'safdar' ko tum na tarsaa.o
uThaa bhii do ruKH-e-pur-nuur se naqaab kahii.n
Safdar Mirzapuri
Ghazal
Bashir Badr
Sher
puuchhaa jo un se chaa.nd nikaltaa hai kis tarah
zulfo.n ko ruKH pe Daal ke jhaTkaa diyaa ki yuu.n