SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarsaa.o"
Nazm MATCHES FOR "tarsaa.o"
Nazm
diwangi rahe baqi
tuu is tarah se mirii zindagii me.n shaamil hai
jahaa.n bhii jaa.uu.n ye lagtaa hai terii mahfil hai
Nida Fazli
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
kis tarah roktaa huu.n ashk apne
kis qadar dil pe jabr kartaa huu.n
Saifuddin Saif
Nazm
sarhaden
kis se Darte ho ki sab log tumhaarii hii tarah
ek se hai.n vahii aa.nkhe.n vahii chehre vahii dil
Ahmad Faraz
Nazm
ek rah-guzar par
shabaab jis se taKHayyul pe bijliyaa.n barse.n
vaqaar jis kii rafaaqat ko shoKHiyaa.n tarse.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jugnu
ye be-KHudii-e-musarrat ye vaalihaana raqs
ye taal-sam ye chhamaa-chham ki kaan bajte hai.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
apni malka-e-suKHan se
tarshe hu.e labo.n ke bahakte KHitaab se
zartaar kaakulo.n ke mahakte sahaab se
Josh Malihabadi
Nazm
saba viran
mohabbat shola-e-paraa.n havas buu-e-gul be-buu
za-raaz-e-dahr kam-tar-go!
Noon Meem Rashid
Nazm
last call
kal hamesha kii tarah us ne kahaa ye phone par
mai.n bahut masruuf huu.n mujh ko bahut se kaam hai.n
Wasi Shah
Nazm
sone se pahle ek KHayal
mujhe november kii dhuup kii tarah mat chaaho
ki is me.n Duubo to tamaazat me.n nahaa jaa.o
Kishwar Naheed
Nazm
sham
is tarah hai ki har ik pe.D ko.ii mandir hai
ko.ii uj.Daa hu.aa, be-nuur puraanaa mandir
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ye kaun aaya
tarsii hu.ii nazro.n ko ab aur na tarsaa re
ai husn ke saudaagar ai ruup ke banjaare
Ibn e Insha
Nazm
jis roz qaza aaegi
kis tarah aa.egii jis roz qazaa aa.egii
shaayad is tarah ki jis taur kabhii avval-e-shab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mujrim
yahii rasta mirii manzil kii taraf jaataa hai
jis ke footpath faqiiro.n se aTe rahte hai.n