SEARCH RESULTS
Showing search results for "tataar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tataar"
Ghazal
sub.h-e-shab-e-hijraa.n kii vo chaak-garebaanii
ik aalam-e-naira.ngii har taar nazar aayaa
Firaq Gorakhpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tataar"
Ghazal
naafa-e-aahu-e-tataar zaKHm-e-numuud kaa shikaar
dasht se zindagii kii rau ek misaal le ga.ii
Aziz Hamid Madni
Ghazal
naaf-e-Gazaal-e-chii.n hai ki hai naafa-e-tataar
kyuu.nkar kahuu.n ki hai girah-e-zulf naaf-e-zulf
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
muubaaf surKH kyuu.n na ho gesuu-e-yaar me.n
shab-KHuun yaa'nii laate hai.n shub.haa-e-taar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ye junuu.n-zaar miraa mere Gazaalo.n kaa jahaa.n
meraa najd aa hii gayaa meraa tataar aa hii gayaa
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
is zulf-o-ruKH-o-lab pe unhe.n kyuu.n na ho naKHvat
taataar hai un kaa halab un kaa yaman un kaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
Alamtaab Tishna
Ghazal
zulf-e-jaanaa.n me.n nahii.n ko.ii dil-e-vahshii asiir
ye ajab taataar hai jo ek bhii aahuu nahii.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
vo zulf hai to harf-e-tataar-o-KHutan Galat
is lab ke hote naam-e-aqiiq-e-yaman Galat



