SEARCH RESULTS
Showing search results for "tataar"
Ghazal MATCHES FOR "tataar"
Ghazal
sub.h-e-shab-e-hijraa.n kii vo chaak-garebaanii
ik aalam-e-naira.ngii har taar nazar aayaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
jis jaa nasiim shaanaa-kash-e-zulf-e-yaar hai
naafaa dimaaG-e-aahu-e-dasht-e-tataar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
naafa-e-aahu-e-tataar zaKHm-e-numuud kaa shikaar
dasht se zindagii kii rau ek misaal le ga.ii
Aziz Hamid Madni
Ghazal
naaf-e-Gazaal-e-chii.n hai ki hai naafa-e-tataar
kyuu.nkar kahuu.n ki hai girah-e-zulf naaf-e-zulf
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
muubaaf surKH kyuu.n na ho gesuu-e-yaar me.n
shab-KHuun yaa'nii laate hai.n shub.haa-e-taar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ye junuu.n-zaar miraa mere Gazaalo.n kaa jahaa.n
meraa najd aa hii gayaa meraa tataar aa hii gayaa
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
is zulf-o-ruKH-o-lab pe unhe.n kyuu.n na ho naKHvat
taataar hai un kaa halab un kaa yaman un kaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
Alamtaab Tishna
Ghazal
zulf-e-jaanaa.n me.n nahii.n ko.ii dil-e-vahshii asiir
ye ajab taataar hai jo ek bhii aahuu nahii.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
vo zulf hai to harf-e-tataar-o-KHutan Galat
is lab ke hote naam-e-aqiiq-e-yaman Galat
Siraj Aurangabadi
Ghazal
nisf shahr us gesu-e-mushkii.n ne dil-basta kiyaa
KHusrav-e-taataar kii tauqiir aadhii rah ga.ii
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
ye nahii.n kahne kaa 'joshish' hogaa jo saahib-e-dimaaG
zulf-e-yaar o naafa-e-taataar dono.n ek hai.n
Joshish Azimabadi
Ghazal
qadar us naafa-e-taataar kii mujh se.n puuchho
yaar kii zulf kii mahkaar kuu.n ku.i kyaa jaane
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
shamiim-e-zulf-e-mu.ambar jo ruu-e-yaar se luu.n
to phir KHataa hai mirii mushk gar tataar se luu.n
Shah Naseer
Ghazal
in Gazaalaan-e-tarah-daar ko kaise chho.Duu.n
jalva-e-vaadii-e-taataar ko kaise chho.Duu.n