SEARCH RESULTS
Showing search results for "tausan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tausan"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
umr-e-ravaa.n kaa tausan-e-chaalaak is liye
tujh ko diyaa ki jald kare yaa.n se e.D tuu
Shaikh Ibrahim Zauq
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tausan"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
tausan-e-umr-e-ravaa.n dam bhar nahii.n ruktaa 'rasaa'
har nafas goyaa usii kaa taaziyaana ho gayaa
Bhartendu Harishchandra
Nazm
gul-e-rangin
ye talaash-e-muttasil sham-e-jahaa.n-afroz hai
tausan-e-idraak-e-insaa.n ko KHiraam-aamoz hai
Allama Iqbal
Ghazal
suKHan kaa tausan-e-chaalaak be-lagaam nahii.n
hame.n hai paas-e-rivaayat so hai.n nakel me.n ham
Shozeb Kashir
Ghazal
saath apne le ke tausan-e-umr-e-ravaa.n ko aah
ham is saraa-e-dahr me.n kyaa aa.e kyaa chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Naat
idhar bhii tausan-e-aqdas ke do qadam jalve
tumhaarii raah me.n musht-e-Gubaar ham bhii hai.n
Hasan Barelvi
Ghazal
detaa nahii.n us zof pe bhii josh-e-junuu.n chain
har reg-e-ravaa.n dasht me.n tausan hai hamaaraa
Momin Khan Momin
Nazm
abr
nihaa.n hu.aa jo ruKH-e-mehr zer-e-daaman-e-abr
havaa-e-sard bhii aa.ii savaar tausan-e-abr
Allama Iqbal
Ghazal
nashsha hii kuchh aisaa thaa futuuhaat kaa us par
jazbaat ke tausan se sikandar nahii.n utraa
Suleman Khumar
Ghazal
tausan-e-naaz ko phe.nke hai vo jis dam sarpaT
log kyaa kyaa na tag-o-taaz me.n mar jaate hai.n



