SEARCH RESULTS
Showing search results for "tausan"
Ghazal MATCHES FOR "tausan"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
umr-e-ravaa.n kaa tausan-e-chaalaak is liye
tujh ko diyaa ki jald kare yaa.n se e.D tuu
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
lagaa ke paa.nv me.n us ke u.Daa.uu.n qaasid ko
agar mujhe tire tausan kii gard-e-raah mile
Dagh Dehlvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
tausan-e-umr-e-ravaa.n dam bhar nahii.n ruktaa 'rasaa'
har nafas goyaa usii kaa taaziyaana ho gayaa
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
suKHan kaa tausan-e-chaalaak be-lagaam nahii.n
hame.n hai paas-e-rivaayat so hai.n nakel me.n ham
Shozeb Kashir
Ghazal
saath apne le ke tausan-e-umr-e-ravaa.n ko aah
ham is saraa-e-dahar me.n kyaa aa.e kyaa chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
detaa nahii.n us zof pe bhii josh-e-junuu.n chain
har reg-e-ravaa.n dasht me.n tausan hai hamaaraa
Momin Khan Momin
Ghazal
tausan-e-naaz ko phe.nke hai vo jis dam sarpaT
log kyaa kyaa na tag-o-taaz me.n mar jaate hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
nashsha hii kuchh aisaa thaa futuuhaat kaa us par
jazbaat ke tausan se sikandar nahii.n utraa
Suleman Khumar
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
hamaarii chashm kaa ai shahsavaar tausan-e-naaz
jo Gaur kii to kiyaa hai tirii rikaab me.n KHvaab