SEARCH RESULTS
Showing search results for "teg-e-kalik"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "teg-e-kalik"
Ghazal
dil me.n to hai 'KHaliiq' ka.Dii dhuup kaa samaa.n
ho bhii kahii.n to saaya-e-diivaar kyaa kare.n
Khaleeq Ahmad Khaleeq
Ghazal
phuu.nkaa bhii tuur-o-vaadii ba.az ai 'KHaliiq' lekin
apnii sharaarato.n se vo sho.ala-KHuu na aayaa
Meer Khaleeq
Ghazal
vo to havaa-e-vaqt ke jho.nke the ai 'KHaliiq'
kyo.n aaj sochte ho ki yaaro.n ko kyaa hu.aa
Khaleeq Burhanpuri
MORE MATCHES FOR "teg-e-kalik"
Ghazal
hamii.n taariiKH-e-zamaana ke murattab hai.n 'KHaliiq'
hame.n taariiKH me.n ik roz kahoge yaaro
Khaleeq Qureshi
Ghazal
zulmat-e-shaam-e-shab-e-Gam kaa ye aalam hai 'KHaliiq'
mu.nh chhupaa.e hu.e jaise mah-o-aKHtar nikle
Khaleeq Burhanpuri
Ghazal
umr bhar zauq-e-fan-e-sher rahaa ham ko 'KHaliiq'
rang jazbaat kaa ash.aar me.n bharte hii rahe
Khaleeq Burhanpuri
Ghazal
vaabasta masarrat se dil kyaa ho 'KHaliiq' apnaa
fursat hii nahii.n miltii Gam-haa-e-nihaanii se
Khaleeq Burhanpuri
Ghazal
kabhii vo dekhte hai.n apne teG o baazuu ko
kabhii vo Gaiz se mujh par nigaah karte hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kyaa paan kii surKHii ne kiyaa qatl kisii ko
shiddat se hai kyuu.n aaj tirii teG-e-zabaa.n surKH
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
'fazaa' hai KHaaliq-e-sub.h-e-hayaat phir bhii Gariib
kahaa.n kahaa.n na ufuq kii talaash me.n Duubaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tiir-o-kamaa.n ke saath na teG-o-tabar ke saath
ham jang KHaalii haath la.De hai.n jigar ke saath
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
dast-e-qaatil me.n ko.ii teG na KHanjar hotaa
miraa saaya jo mire qad ke baraabar hotaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
jumbish-e-teG-e-nigah kii nahii.n haajat aslan
kaam meraa vo ishaaro.n hii me.n kar jaate hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
mujh se na puuchh apnii hii teG-e-adaa se puuchh
kyuu.n terii chashm-e-lutf bhii marham na ho sakii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
haath KHaalii hai maal-o-zar hii nahii.n
kyaa u.De.n jabki baal-o-par hii nahii.n