SEARCH RESULTS
Showing search results for "teg-e-kalik"
Ghazal MATCHES FOR "teg-e-kalik"
Ghazal
jumbish-e-teG-e-nigah kii nahii.n haajat aslan
kaam meraa vo ishaaro.n hii me.n kar jaate hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
kabhii vo dekhte hai.n apne teG o baazuu ko
kabhii vo Gaiz se mujh par nigaah karte hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kyaa paan kii surKHii ne kiyaa qatl kisii ko
shiddat se hai kyuu.n aaj tirii teG-e-zabaa.n surKH
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
tiir-o-kamaa.n ke saath na teG-o-tabar ke saath
ham jang KHaalii haath la.De hai.n jigar ke saath
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
ai teG-e-kalik likh vo mazaamiin-e-ta.aniya
dil haasido.n ke ho.n dam-e-tahriir paash paash
Zeba
Ghazal
dast-e-qaatil me.n ko.ii teG na KHanjar hotaa
miraa saaya jo mire qad ke baraabar hotaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
mujh se na puuchh apnii hii teG-e-adaa se puuchh
kyuu.n terii chashm-e-lutf bhii marham na ho sakii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ye shaaKH-e-gul kii lachak bhii payaam rakhtii hai
basaan-e-teG the jo ham ko haq-parast mile
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
gardan pe mirii sar ye bahut baar-e-garaa.n hai
teG-e-do-dam-e-abru-e-KHamdaar se kah do
Shah Aasim
Ghazal
teG-e-nigah-e-diida-e-KHuu.n-KHaar nikaalii
kyuu.n aap ne ushshaaq pe talvaar nikaalii
Mardan Ali Khan Rana
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
ba-ra.ng-e-sabza aziizaan-e-bad-zabaa.n yak-dast
hazaar teG-e-ba-zahr-aab-daada rakhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
mauj-e-sahbaa pe giraa sapna-e-miinaa u.D kar
hai mire saamne teG-o-sipar-e-jaam-e-sharaab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
ai aab-e-dam-e-teG-e-sitam-kash bujhaa pyaas
hotaa hai tirii chaah me.n ab kaam hamaaraa
Shah Naseer
Ghazal
chakhii na jis ne kabhii lazzat-e-sinaan-e-nigaah
maza de phir use kyaa teG-e-KHuu.n-chakaan-e-nigaah