SEARCH RESULTS
Showing search results for "tiile"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tiile"
Nazm
KHizr-e-rah
ilm-e-muusaa bhii hai tire saamne hairat-farosh
chho.D kar aabaadiyaa.n rahtaa hai tuu sahraa-navard
Allama Iqbal
Nazm
banjara
aavaara phirte phirte jab thak jaa.uu.ngaa
tanhaa.ii ke Tiile par jaa kar baiThuu.ngaa
Javed Akhtar
Ghazal
kabhii rukaa nahii.n ko.ii maqaam-e-sahraa me.n
ki Tiile paa.nv-tale se sarakte rahte hai.n
Gulzar
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
PAGE MATCHES FOR "tiile"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tiile"
Ghazal
tum kisii ret ke Tiile pe kha.De ho 'ibrat'
uTThe tuufaa.n to phir auqaat samajh me.n aa.e
Ibrat Machlishahri
Nazm
ek manzar
vo duur ek Tiile pe aa.nchal saa jhalkaa
tasavvur me.n laakho.n diye jhilmilaa.e
Sahir Ludhianvi
Ghazal
lo vo bhii KHushk ret ke Tiile me.n Dhal gayaa
kal tak jo ek koh-e-giraa.n rahguzar me.n thaa
Wazir Agha
Ghazal
jis tarah ik barf ke Tiile pe jaltii ho chitaa
ye pighaltaa mom saa ghar aur tanhaa aadmii