SEARCH RESULTS
Showing search results for "ujrat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ujrat"
Ghazal
kyaa phir yuu.nhii dii jaa.egii ujrat pe gavaahii
kyaa terii sazaa ab ke bhii paa.egaa ko.ii aur
Aanis Moin
Sher
dil kabhii KHvaab ke piichhe kabhii duniyaa kii taraf
ek ne ajr diyaa ek ne ujrat nahii.n dii
Iftikhar Arif
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ujrat"
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
mirii vafaa.o.n kii ujrat tumhaarii jaan me.n hai
mire hisaab se ye KHuu.n-bahaa ziyaada hai
Mehshar Afridi
Ghazal
taa-umr vahii kaar-e-ziyaa.n ishq rahaa yaad
haalaa.nki ye ma.aluum thaa ujrat na milegii
Pirzada Qasim
Ghazal
dil kabhii KHvaab ke piichhe kabhii duniyaa kii taraf
ek ne ajr diyaa ek ne ujrat nahii.n dii
Iftikhar Arif
Sher
jaan ham kaar-e-mohabbat kaa sila chaahte the
dil-e-saada ko.ii mazduur hai ujrat kaisii
Irfan Siddiqi
Ghazal
paraa.ii aag ko ghar me.n uThaa ke le aayaa
ye kaam dil ne baGair ujrat o KHasaara kiyaa




