SEARCH RESULTS
Showing search results for "umr-e-gurezaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "umr-e-gurezaa.n"
Ghazal
mauja-e-umr-e-gurezaa.n kii ravaanii jaisaa
aa.nkh me.n kuchh to hai Thahre hu.e paanii jaisaa
Saima Zaidi
Ghazal
malaal umr-e-gurezaa.n kaa karte rahte hai.n
ye log zinda nahii.n roz marte rahte hai.n
Asad Badayuni
Ghazal
Muzaffar Ahmad Muzaffar
BOOKS MATCHES FOR "umr-e-gurezaa.n"
MORE MATCHES FOR "umr-e-gurezaa.n"
Ghazal
ye umr-e-gurezaa.n kahii.n Thahre to ye jaanuu.n
har saa.ns me.n mujh ko yahii lagtaa hai ki tum ho
Ahmad Faraz
Ghazal
ishrat kii vaadiyo.n se guzartaa chalaa gayaa
paiham fareb-e-umr-e-gurezaa.n liye hu.e
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
tausan-e-umr-e-gurezaa.n kii subuk-raftaarii
kaam detii nahii.n jab maut kaa paiGaam aayaa
Zareef Lakhnavi
Ghazal
kuchh aise jald KHatm hu.e zindagii ke din
ham e.atibaar-e-umr-e-gurezaa.n na kar sake
Afqar Mohani
Ghazal
aah muztar ab vo jalve hai.n na vo ra.anaa.iyaa.n
har nazaara saaya-e-umr-e-gurezaa.n ho gayaa
Ram Krishn Muztar
Nazm
tajdid
''har gha.Dii apnii jagah par saa.at-e-naayaab hai
haasil-e-umr-e-gurezaa.n ek bhii lamha nahii.n
Amjad Islam Amjad
Ghazal
vaah re paas-e-vafaa allaah rii sharm-e-aarzuu
har nafas hamraahii-e-umr-e-gurezaa.n me.n rahaa
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
ziist aashuftagii-e-gor-e-Gariibaa.n samjhe
maut ko silsila-e-umr-e-gurezaa.n samjhe
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
hasrat-e-diida-e-namnaak rulaatii hai mujhe
yaadash-e-umr-e-gurezaa.n nahii.n jiine detii