SEARCH RESULTS
Showing search results for "ustaad-e-andaliib"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ustaad-e-andaliib"
Ghazal
pahu.nchaa.ii ham ne mashq yahaa.n tak ki ho ga.e
ustaad-e-andaliib navaa-KHvaaniyo.n me.n ham
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
shaagird tarz-e-KHanda-zanii me.n hai gul tiraa
ustaad-e-andaliib hai.n soz-o-fuGaa.n me.n ham
Haidar Ali Aatish
Sher
shaagird tarz-e-KHanda-zanii me.n hai gul tiraa
ustaad-e-andaliib hai.n soz-o-fuGaa.n me.n ham
Haidar Ali Aatish
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "ustaad-e-andaliib"
MORE MATCHES FOR "ustaad-e-andaliib"
Ghazal
havaa ke pair me.n zanjiir Daal do ba.Dh kar
ki andaliib kaa shahr-e-vatan shikasta hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
S A Mehdi
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Sher
Ibn۔e۔Insha
Sher
itnaa hii chaahtaa huu.n ki mai.n aur andaliib
aapas me.n dard-e-dil kahe.n Tuk baiTh kar kahii.n
Bandar ibn-e-Raqim
Kulliyat
buu-e-gul-o-navaa-e-KHush-e-andaliib 'miir'
aa.ii chalii ga.ii yahii kuchh thii vafaa-e-gul
Meer Taqi Meer
Ghazal
ai 'mus.hafii' ustaad-e-fan-e-reKHta-go.ii
tujh saa ko.ii aalam ko mai.n chhaanaa nahii.n miltaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
ai 'mus.hafii' ustaad-e-fan-e-reKHta-go.ii
tujh saa ko.ii aalam ko mai.n chhaanaa nahii.n miltaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
tujh ko qasam hai Guncha-e-zambaq ke naak kii
aur shor-e-andaliib-e-Gazal-KHvaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
dast-e-KHizaa.n ne ba.Dh ke vahii.n us ko chun liyaa
jo phuul gir gayaa nigah-e-andaliib se
Shakeel Badayuni
Kulliyat
apnaa bhii jii asiir thaa aavaaz-e-andaliib
dil me.n chubhaa kii raat ko juu.n nok-e-KHaar kii