SEARCH RESULTS
Showing search results for "ustaad-e-andaliib"
Ghazal MATCHES FOR "ustaad-e-andaliib"
Ghazal
pahu.nchaa.ii ham ne mashq yahaa.n tak ki ho ga.e
ustaad-e-andaliib navaa-KHvaaniyo.n me.n ham
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
shaagird tarz-e-KHanda-zanii me.n hai gul tiraa
ustaad-e-andaliib hai.n soz-o-fuGaa.n me.n ham
Haidar Ali Aatish
Ghazal
raat la.Dne lage 'ustaad' se tuufaan-e-suKHan
log kahne lage munshii kaa KHayaal achchhaa hai
Ustad Rampuri
Ghazal
liiDaraan-e-qaum kaa ‘ustaad’ yuu.n chaltaa hai kaam
qaum par aa.nsuu bahaa.e aur daaman bhar liye
Ustad Rampuri
Ghazal
havaa ke pair me.n zanjiir Daal do ba.Dh kar
ki andaliib kaa shahr-e-vatan shikasta hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
S A Mehdi
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
ai 'mus.hafii' ustaad-e-fan-e-reKHta-go.ii
tujh saa ko.ii aalam ko mai.n chhaanaa nahii.n miltaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
tujh ko qasam hai Guncha-e-zambaq ke naak kii
aur shor-e-andaliib-e-Gazal-KHvaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
dast-e-KHizaa.n ne ba.Dh ke vahii.n us ko chun liyaa
jo phuul gir gayaa nigah-e-andaliib se
Shakeel Badayuni
Ghazal
chaak-e-qafas se dekh tuu ai andaliib-e-zaar
kuchh lag rahii hai aag sii gulzaar kii taraf
Shuoor Bilgrami
Ghazal
she'r pa.Dhiye bahr se KHaarij sar-e-bazm-e-suKHan
aur phir ustaad-e-fann-e-shaa'irii ban jaa.iye
Nouman Azhar Misbahi
Ghazal
jis kuuche me.n guzaar sabaa kaa na ho sake
ai andaliib us ke liye gulsitaa.n na chho.D
Momin Khan Momin
Ghazal
ai andaliib apne nasheman kii KHair maa.ng
bijlii ga.ii hai suu-e-chaman dekhtii hu.ii
Qamar Jalalvi
Ghazal
fariyaad-e-andaliib se kaa.npe tamaam baaG
lekin na gul na Guncha na baad-e-sabaa sune